Tum Ko Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Tum Ko Lyrics from the album Rockstar(2011), sung by Kavita Krishnamurthy. The song is written by Irshad Kamil.

Tum Ko LyricsSong Info:
Singers:Kavita Krishnamurthy
Director:/
Album:Rockstar
Lyricist:Irshad Kamil

Tum ko paa hi liya
Maine yun
Jaise main hoon
Ehsaas tera
Paas main tere hoon
Tumko paa hi liya
Paa hi liya Maine yun…

Tum ko
Jahaan main
Jahaan pe apne
Seene se laga le
Main toh hui ab tere hawaale
Aaa…
Bandishe naa rahi
Koi baatein Tum ko

Tum ko paa hi liya
Paa hi liya
Maine yun
Jaise main hoon ehsaas tera
Paas main tere hoon

O o o …
Tum ho kahin toh
Kahin pe bhi ab naa dhoondna mujhe
Main har jagah milungi abb tujhe
Tum ko paa hi liya
Paa hi liya Maine yun

Tu jaaniya main jaanu ye
Saath main tere hoon
O o…
Tum ko paa hi liya
Paa hi liya maine yun
Tu jaaniya main jaanu ye
Saath main tere hoon

Written by:
Irshad Kamil

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment