Tiranga Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp
Artist:B Praak
Album:

Tera himalaya aakash chhu le
Behti rahe teri ganga
Uncha ho itna, itna buland ho
Taaron ko choomein tiranga

Maa se hai maati maa se hai maatha
Maathe pe maati saza ke chalein
Maaye chalti rahe bekhauf hawa yeh
Lehra ke jhoomein tiranga

Aazad rahe, aabaad rahe tu
Taaron ko choomein tiranga

Maaye tere liye mar mitenge
Tere bete na pichhe hatenge
Jab tujhpe aanch aaye
Humein tu pukaar lena

Balidaan ka bahaana
Humein baar baar dena
Yeh jo jaan vaan hai
Tere saamne kya hai

Koyi shoorveer hi
Praan daan deta hai

Maa se hai maati maa se hai maatha
Maathe pe maati saza ke chalein
Maaye chalti rahe bekhauf hawa yeh
Lehra ke jhoomein tiranga

Aazad rahe, aabaad rahe tu
Taaron ko choomein tiranga

Jhoomein haan jhoomein tiranga
Taaron ko haan choomein tiranga
Jhoomein haan jhoomein tiranga
Taaron ko haan choomein tiranga

Written by:
Manoj Muntashir ShuklaTiranga Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment