Teri Yaad Mein Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp
Singer:Salman Ali
Album:Himesh Ke Dil Se The Album

Waqt guzrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Ishq mein tere baat kuch aisi
Bepanah tadap hai puchho na kaisi
Teri nazdeekiya hai jalti chingariya
Aur teri dooriyan hai meri rushwahiyan

Dard ubharata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tere sapno mein hum khoye rehte hai
Aankhon ke saagar se dard behte hai
Teri khaatir hai meri ye bechainiya
Tere bin kuch nahi sab hai tanhaiyan

Rang nikhrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Written by:
Himesh Reshammiya

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment