Tere Haathon Mein Pehna Ke Chudiyan Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp
Singer:Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Album:Jaani Dushman (1979)

Tere haathon mein pehna ke chudiyan
Ho chudiyan haathon mein pehna ke chudiyan
Tere haathon mein pehna ke chudiyan
Ke mauj banjara le gaya haye
Ke mauj banjara le gaya le gaya
Tere haathon mein pehna ke chudiyan

Toone dil tak to mera le liya
Ho le liya dil tak to mera le liya
Toone dil tak to mera le liya
Ke woh kya bechara le gaya haye

Ke woh kya bechara le gaya le gaya
Toone dil tak to mera le liya
Mere samne hi koyi begana
Mere samne hi koyi begana
Ke roop ka nazara le gaya
Ke roop ka nazara le gaya le gaya haye

Tu jalta hai kyon re deewane
Deewane tu jalta hai kyon re deewane
Ke woh kya tumhara le gaya haye
Ke woh kya tumhara le gaya le gaya
Tere haathon mein pehna ke chudiyan

Ho isse mere hi tu naam laga de

Isse mere hi tu naam laga de
Jawani tere kis kaam ki
Isse mere hi tu naam laga de
Jawani tere kis kaam ki
Dil lega koyi mera dil wala
Yeh baat nahi tere bas ki bas ki

Aaj husan ka jalwa de de
Aaj husan ka jalwa de de
To kal se main tauba kar loon haye
To kal se main tauba kar loon kar loon

Saal satrah sambhala isse maine
Ho maine saal satrah sambhala isse maine
Re aise kaise tujhe saup doon haye
Re aise kaise tujhe saup doon saup doon
Tere haathon mein pehna ke chudiyan

Tere hothon se lipat jaaun sajni
Main surkhi ka rang banke haye
Tere hothon se lipat jaaun sajni
Main surkhi ka rang banke
Tere jaise kayi
Tere jaise kayi lut gaye kanware
Payal meri jab chhanke jab chhanke

Gora rang na kisi ka hoye
Gora rang na kisi ka hoye
Ke sara jag bairi ho jaye haye
Ke sara jag bairi ho jaye ho jaye

Sare jag se nipat loon akeli akeli
Sare jag se nipat loon akeli
Ke pehle tu jo mera ho jaye haye
Ke pehle tu jo mera ho jaye ho jaye

Chhodo jhagde mila lo dil ko
Ho chhodo jhagde mila lo dil ko
Na raho aise tan tan ke haye
Na raho aise tan tan ke tan tan ke

Tere ghar mein ujala kar de
Tere ghar mein ujala kar de
Tu le ja isse dulha ban ke haye
Tu le ja isse dulha ban ke dulha ban ke

Written by:
Verma Malik

Read more: https://lyricsmint.com/mohammad-rafi/tere-haathon-mein-pehna-ke-chudiyan

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment