Tere Bin Yaara Lyrics from the album Rustom (2016), sung by Arko. The song is written by Arko and music composed by Arko. Music label Zee Music Company. Starring Akshay Kumar, Ileana D’cruz, Arjan Bajwa, Esha Gupta.
| Tere Bin Yaara Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Cast: | Akshay Kumar, Ileana D’cruz, Arjan Bajwa, Esha Gupta |
| Lyricist: | Arko |
| Album: | Rustom |
| Duration: | 3:56 |
Tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat deewani
Naa neend gawara.
O karam khudaya hai
Tujhe dil mein basaya hai
Khud toot ke dil mujhko
Iss mod pe laaya hai.
O tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat begaani
Hai rashq sahara
O tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat begaani
Na neend gawara
Maine chhode hain baaki saare raaste
Bas aaya hoon, tere waaste
Meri saanson pe tera naam hai,
Pehchaan ve (x2)
Maine kiye hazaaron minnatein
Mujhe mili na Rab ki rehmatein
Ik tu hi mera anjaam hai
Yeh maan ve
O karam khudaya hai
Tujhe dil mein basaya hai
Khud toot ke dil mujhko
Iss mod pe laaya hai
O tere bin yaara
Berang bahaara
Hai raat begaani
Hai rashq sahara
O tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat begaani
Na neend gawaara
Written by:
ARKO









