Stebin Ben – Toota Taara Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Toota Taara Lyrics from the Label Zee Music Company(2021), sung by Stebin Ben. The song is written by Kumaar.

Toota Taara LyricsSong Info:
Singers:Stebin Ben
Director:/
Label:Zee Music Company
Lyricist:Kumaar

Toota Taara Lyrics

Aaha Aaha Aaha Aaha
Aa Haan Haan

Khwahish Poori Karta Hai
Khatam Yeh Doori Karta Hai
Kehte Hai Sab Toota Taara
Kam Zaroori Karta Hai

Marham Deke Door Kare Yeh
Dard Bichode Ka

Par Toota Taara Khud Toota Hai
Dil Kya Jodega
Par Toota Taara Khud Toota Hai
Dil Kya Jodega

Hmm Hmmm..

Reh Na Saka Jab Tere Bin
Toote Taare Ko Ek Din

Reh Na Saka Jab Tere Bin
Toote Taare Ko Ek Din
Dil Ke Kehne Mein Aakar

Maine Dua Bheji Lekin
Laut Ke Woh Aayi
Poori Na Ho Payi

Sab Kehte The Yeh Na Kisi Ko
Khali Modega

Par Toota Taara Khud Toota Hai
Dil Kya Jodega
Par Toota Taara Khud Toota Hai
Dil Kya Jodega

Hmm Hmmm..

Taareyan Ve Taareyan
Sab Kuch Haareyan Taareyan
Taareyan Ve Taareyan
Sab Kuch Haareyan Taareyan

Hmm Hmmm Aaha Aaha..

Written by:
Kumaar

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment