So Gaya Yeh Jahan Lyrics from the album Tezaab (1988)(1988), sung by Nitin Mukesh, Shabbir Kumar, Alka Yagnik.. The song is written by Javed Akhtar.
| So Gaya Yeh Jahan Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Nitin Mukesh, Shabbir Kumar, Alka Yagnik. |
| Director: | / |
| Album: | Tezaab (1988) |
| Lyricist: | Javed Akhtar |
Hamm hamm hamm hamm
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
So gayi hain. Saari manzile
O saari manzile
So gaya hai rasta
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
So gayi hain. Saari manzile
O saari manzile
So gaya hai rasta
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
Raat aai to vo jinke ghar the
Vo ghar ko gaye, so gaye
Raat aai to hum jaise
Aawara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye
Is gali, us gali
Is nagar, us nagar
Jaaye bhi to kahaan
Jaana chahe agar
O so gayi hain,
Saari manzile,
O saari manzile
So gaya hai rasta
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
Kuch meri suno
Kuch apni kaho
Ho paas to aise
Chup na raho
Hum paas bhi hain
Aur door bhi hain
Azaad bhi hain
Majboor bhi hain
Kyun pyaar ka
Mausam beet gaya
Kyun humse
Zamana jeet gaya
Har ghadi mera dil
Gham ke ghere mein hai
Zindagi door tak
Ab andhere mein hai
Andhere mein hai
Andhere mein hai
Ho so gayi hain
Saari manzile
O saari manzile
So gaya hai rasta
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
So gaya, ye jahan
So gaya aasman
Hamm hamm hamm hamm
Hamm hamm
Written by:
Javed Akhtar









