Sara Zamana Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Sara Zamana Lyrics from the album Ganapath(2023), sung by Benny Dayal, Prakriti Kakar. The song is written by Priya Saraiya.

Sara Zamana LyricsSong Info:
Singers:Benny Dayal, Prakriti Kakar
Director:/
Album:Ganapath
Lyricist:Priya Saraiya

Sara zamana mere
Dil ka deewaana meri jaan
Na na na na mujhe
Dil na lagana

Sara zamana mere
Dil ka deewaana meri jaan
Na na na na mujhe
Dil na lagana

Pyar karne ke maamle mein
Mera naam badnaam hai

Pyar karne ke maamle mein
Mera naam badnaam hai
Door se hi nazdeekiyon ko
Mera salaam hai

Zara nazdeek aa
Mujhse nazrein mila
Tujhko bhi ishq ho jayega

Chahe kar na na na
Tu bahaane bana
Dil udhar se
Idhar aayega aa..

Saara zamana mere
Dil ka deewaana meri jaan
Na na na na mujhe
Dil na lagana

Saara zamana mere
Dil ka deewaana meri jaan
Na na na na mujhe
Dil na lagana

Kitni masti bhari yeh ghadi hai
Tujhko kyun ishqbaazi chadhi hai

Kitni masti bhari yeh ghadi hai
Tujhko kyun ishqbaazi chadhi hai
Kya zaroori hai dil ko lagana
Ishq karne ko umar padi hai

Jo bhi karna hai kar
Kyun ruke umar bhar
Mere jaisa milega kahan

Chahe kar na na na
Tu bahane bana
Tera dil bhi aayega yahan
Aa..

Saara zamana mere
Dil ka deewaana meri jaan
Na na na na mujhe
Dil na lagana

Saara zamana mere
Dil ka deewaana meri jaan
Na na na na mujhe
Dil na lagana

Written by:
Priya Saraiya

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment