Saiyaara Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Saiyaara Lyrics from the album Saiyaara (2025), sung by Faheem Abdullah. The song is written by Irshad Kamil and music directed by Mohit Suri. Music label Yrf. Starring Ahaan Panday, Aneet Padda.

Saiyaara LyricsSong Info:
Cast:Ahaan Panday, Aneet Padda
Director:Mohit Suri
Album:Saiyaara
Duration:4:08

Tu paas hai mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Tu paas hai mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise

Haaye main mar hi jaaun
Jo tujhko na paaun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Honthon pe lamha-lamha
Hai naam tera haaye
Tujhko hi gaaun main
Tujhko pukaarun

Saiyaan na tu to badlaa nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaan na tu to badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai

Abhi kuchh pal baaki hai mere paas
Beete lamhon se duniya basa loon
Main to tere aansuon ka bana hoon
Meri hansi mein teri sadaayen

Teri kahani khud ko sunaun
Yaadon ke taare
Yaadon ke taare
Tootenge kaise
Mere hain jo wo roothenge kaise
Beete dino ki kholi kitaabein
Guzre palon ko kaise bhula dein

Haaye main mar hi jaaun
Jo tujhko na paaun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Honthon pe lamha-lamha hai naam tera haay
Tujhko hi gaaun main tujhko pukaarun

Saiyaan na tu to badlaa nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaan na tu to badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai

Written by:
Irshad Kamil

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment