Sachi Muchi Lyrics from the album Sultan(2016), sung by Mohit Chauhan, Harshdeep Kaur. The song is written by Irshad Kamil.
| Sachi Muchi Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Mohit Chauhan, Harshdeep Kaur |
| Director: | / |
| Album: | Sultan |
| Lyricist: | Irshad Kamil |
Main gapp na koi maarun
Naa baat bolunga kacchi
2-3 saal se mujhko
Tu lagi laagne acchi, o hoo hoo…
O.. main gapp na koi maarun
Jo baat bolungi sachi
Main nakhreeli si chori
Hoon saath hi tere acchi, oo…
Tu jaan hai sachi muchi
O baat ansuni hai
Pyar se buni hai
Aaj doguni hai aarzu..
Ye khwaab hain chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein (x2)
Main gapp na koi maarun
Jo baat bolungi sachi
Main nakhreeli si chori
Hoon saath hi tere acchi, oo oo oo…
Tu jaan hai sachi muchi
Leja wahan tera ho jahaan pe jahaan
Maine ye de di hai zubaan
Chalta jaaunga..
Subah ko main laaunga honthon pe hansi
Shaamon ko baaton mein teri dhalta jaaunga
Main rajj ke chaahun tujhko
Le ishq mein teri nachi
Main chhad akal ki baatein
Phir aaj ho gayi bacchi, oo oo oo…
Tu jaan hai sachi muchi
O baat ansuni hai
Pyar se buni hai
Aaj doguni hai aarzu..
Ye khwaab hain chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein (x2)
Written by:
Irshad Kamil









