Saala Khadoos (Title Song) Lyrics from the album Saala Khadoos (2015), sung by Vishal Dadlani. The song is written by Swanand Kirkire and music composed by Santhosh Narayanan. Music label T-Series. Starring R. Madhavan, Ritika Singh.
| Saala Khadoos (Title Song) Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Cast: | R. Madhavan, Ritika Singh |
| Lyricist: | Swanand Kirkire |
| Album: | Saala Khadoos |
| Duration: | 4:14 |
Main zara sa sarfira
Raahon pe nidar chala
Rag rag mein khola sa
Gussa hai mera
Mutthi mein bheencha sa
Mukka hai mera..
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya hua wo…
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya hua wo…
Gussa mera gussa mujhe chalna sikhaaye
Fitoor ye fitoor mujhe raah dikhaaye
Duniya ki reet mujhe samajh na aaye
Jaaunga bekhauf jahaan raahein leke jaayein
Wo ho…
Mujhko sharam kaisi nanga hoon main
Chaahe akela hoon, changa hoon main
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya hua wo…
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya hua wo…
Jhoot ye fareb mere aade aaye
Zubaan meri zubaan kaali yahin barsaaye
Sanak ye chaahe koi samajh na paaye
Parwah hai kise jiyun sar ko uthaaye
Wo ho..
Khud apna hi toh tareeka hoon main
Awaara banjara lukkha hoon main
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya huaa wo o..
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya huaa wo o..
Main zara sa sarfira
Raahon pe nidar chala
Rag rag mein khola sa
Gussa hai mera
Mutthi mein bheencha sa
Mukka hai mera..
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya hua wo…
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya hua wo…
Written by:
Swanand Kirkire









