Ranjha Bichda Lyrics from the album Ranjha Bichda(2023), sung by Stebin Ben. The song is written by Kumaar.
| Ranjha Bichda Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Stebin Ben |
| Director: | / |
| Album: | Ranjha Bichda |
| Lyricist: | Kumaar |
Ishq kiya tujhe janmo ke iraado se
Ab tu mukar na jaana apne waado se
Ishq kiya tujhe janmo ke iraado se
Ab tu mukar na jaana apne waado se
Dard ho ya ho khushiyan
Tu hi meri duniya
Sang tere meri kahani
Ho ranjha bichda toh heer mar jaani
Haath chutte toh lakeer mar jaani
Teri yaadon mein boond boond behke
Dariya bann jana ankhiyon ka paani
Ho ranjha bichda toh heer mar jaani
Haath chutte toh lakeer mar jaani
Teri yaadon mein boond boond behke
Dariya bann jana ankhiyon ka paani
Ho ranjha bichda toh
Ho ranjha bichda toh
Rooh wale kaagaz pe naam tera likh dala
Mar bhi gaya toh yeh mitne nahi wala
Rooh wale kaagaz pe naam tera likh dala
Mar bhi gaya toh yeh mitne nahi wala
Jismon se aage hai sadiyon ke dhaage hai
Ishq mera hai yeh ruhaani
Ho ranjha bichda toh heer mar jaani
Haath chutte toh lakeer mar jaani
Teri yaadon mein boond boond beh ke
Dariya bann jana ankhiyon ka paani
Ho ranjha bichda toh heer mar jaani
Ho ranjha bichda toh
Written by:
Kumaar









