Pyaar Ban Gaye Lyrics from the album Pyaar Ban Gaye(2024), sung by Sachet Tandon, Parampara Tandon. The song is written by Sayeed Quadri.
| Pyaar Ban Gaye Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Sachet Tandon, Parampara Tandon |
| Director: | / |
| Album: | Pyaar Ban Gaye |
| Lyricist: | Sayeed Quadri |
Barson ho gaye bichhde humko
Phir aaj unse mulakat hogi
Idhar udhar ki baatein hongi
Agar honthon se na keh paaya
Toh aankhon aankhon se baatein hogi
Meri zindagi ka pehla haseen tum
Khwaab ban gaye, ho pyar ban gaye ho
Jise yaad rakhna main chahun woh
Yaad ban gaye ho, pyar ban gaye ho
Jise karta rehna main chahun woh
Baat ban gaye ho, pyaar ban gaye ho
Meri zindagi ka pehla haseen tum
Khwaab ban gaye ho, pyar ban gaye ho
Jabse hui hai humein tumse mohabbat
Jaana humne kya hoti ibaadat
Jiski tamanna hai tum ho woh mannat
Jabse mile tum jaagi hai kismat ho
Oh jabse hui hai humein tumse mohabbat
Jaana humne kya hoti ibaadat
Jiski tamanna hai tum ho woh mannat
Jabse mile tum jaagi hai kismat
Juda jisse ik pal hona na chaho
Saath ban gaye ho pyar ban gaye ho
Meri zindagi ka pehla haseen tum
Khwaab ban gaye ho pyar ban gaye ho
Tumhein dekhne se mile dil ko raahat
De sukoon mujhe teri kurbat
Tu meri khwahish tu meri hasrat
Kaafi mujhe hai bas teri chahat
Kahin sard mausam mein aise mile tum
Aanch ban gaye ho pyar ban gaye ho
Meri zindagi ka pehla haseen tum
Khwaab ban gaye ho pyar ban gaye ho
Jise yaad rakhna main chahun woh
Yaad ban gaye ho pyaar ban gaye ho
Meri zindagi ka pehla haseen tum
Khwaab ban gaye ho pyaar ban gaye ho
Pyaar ban gaye ho pyaar ban gaye ho
Pyaar ban gaye ho
Written by:
Sayeed Quadri









