| Singer: | Alka Yagnik, KS Chithra, Shreya Ghoshal, Sadhana Sargam, Shashaa Tirupati, Armaan Malik, Asees Kaur |
| Lyricist: | Gulzar |
Mere Zameen Waalon Maa ki Pukaar Suno
Sadiyon Se Suna Hain Tumhe Meri Ek Baar Suno
Mere Zameen Waalon Maa ki Pukaar Suno
Sadiyon Se Suna Hain Tumhe Meri Ek Baar Suno
Suraj Ki Roshni Le Lo
Chaaho Jitni Baant Lo Tum
Aasmaan Bhara Hain Hava Se
Jitni Lambi Saans Lo Tum
Mere Zameen Waalon Maa ki Pukaar Suno
Sadiyon Se Suna Hain Tumhe Meri Ek Baar Suno
Neele Neele Kaynaat Mein Woh Zameen Hamari Hai
Sajde Boye Hai Wahaan Aarti Utari Hain
Dher Saare Rango Se Zindagi Sanwaari Hai
Zindagi Se Apni Maati Maati God Bhar Do
Mere Zameen Waalon Maa ki Pukaar Suno
Sadiyon Se Suna Hain Tumhe Meri Ek Baar Suno
Mere Zameen Waalon Maa ki Pukaar Suno
Sadiyon Se Suna Hain Tumhe Meri Ek Baar Suno
Vaada Hai vaada Suraj Nahin Bujega
Vaada Hai vaada Dariya Nahin Rukenge
Taare Hai Tere Aaftab Tu Hain
Teri Umeedein Yeh Zameen Zinda Hain
Yeh Zameen Zinda rahe
Written by:
Gulzar









