Mawwali Qawwali Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Mawwali Qawwali Lyrics from the album Lekar Hum Deewana Dil(2014), sung by Raghav Mathur, Tanvi Shah. The song is written by Amitabh Bhattacharya.

Mawwali Qawwali LyricsSong Info:
Singers:Raghav Mathur, Tanvi Shah
Director:/
Album:Lekar Hum Deewana Dil
Lyricist:Amitabh Bhattacharya

Mawali.. qawwali
Pintak piya sajni bawali
Mawali.. qawwali
Pintak piya sajni mawali

Chhappan chhuri, Chhattisgarhi
Ankhiyan teri, naxalwaadi
Hum bhi Majnu ke avatar hain
Tere jodi-dar hain
Dekh le, dekh le karke yaari
Teri hirni si raftaar hai
Maana dhauandhaar hai
Jaan le, jaan le gori
Hum bhi cheete hain shikari

Mawali.. hmm qawwali..
Tu phuljhadi.. aur main Diwali
Mawali.. hmm qawwali..
Makhmal badan, baatein rumaali

Ho…
ho ho re chhamiya
ho ho re chhamiya
ho ho re chhamiya re
Cheer jigra, kyun julamiya ho…
Mawali.. hmm qawwali..
Pintak piya sajni bawali

Mawali qawali
Pintak piya sajni mawali
Mawali qawali
Pintak piya sajni mawali

Ho… Maiya maiya…
Ho… Maiya maiya…
Ho..

Written by:
Amitabh Bhattacharya

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment