| Singer: | Yesudas, Anuradha Paudwal |
| Album: | Sajan Bina Suhagan (1978) |
Madhuban khusbu deta hai
Sagar sawan deta hai
Jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
Madhuban khusbu deta hai
Suraj na ban paye to
Banke deepak jalta chal
Suraj na ban paye to
Banke deepak jalta chal
Phool mile ya angare
Sach ki rahon pe chalta chal
Sach ki rahon pe chalta chal
Pyar dilon ko deta hai
Ashkon ko daman deta hai
Jina uska jina hai jo oro ko
Jiwan deta hai
Madhuban khusbu deta hai
Sagar sawan deta hai
Madhuban khusbu deta hai
Chalti hai laharake pawan
Ke sans sabhi ki chalti rahe
Chalti hai laharake pawan
Sans sabhi ki chalti rahe
Logon ne tyag diye jiwan
Ke preet dilon me palti rahe
Preet dilo me palti rahe
Dil wo dil hai jo
Oro ko apni dhadkan deta hai
Jina uska jo oro ko jiwan deta hai
Madhuban khusbu deta hai
Sagar sawan deta hai
Madhuban khusbu deta hai
Written by:
Amit Khanna
Read more: https://lyricsmint.com/yesudas/madhuban-khusbu-deta-hai









