Laut Aao Na Lyrics, sung by Hansika Pareek. The song is written by Anurag Mishra and music composed by Hansika Pareek. Music label Quick Music. Starring Vrushika Mehta.
| Laut Aao Na Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Hansika Pareek |
| Director: | Nihar Patel |
| Label: | Quick Music |
| Lyricist: | Anurag Mishra |
Angan Mera
Galiyan ye meri
Sone lage har din do pehri
Taarikhon mein
Main rahoon uljhi si
Saansen ruki,
Ye hawa bhi badi khaali si sada
Man tere bin, piya
Bhar de ye angan
Laut ke o piya
Keh main kahoon tujhe, saajana
Ke laut aao na
Dhoonde hai, dhoonde tujhe
Baawra man, laut aao na
Ladi man se
Par gayi haar main
Darpan mora bhi hai pyaar mein
Sahaj karo mori uljhanen
Haan, laut aao na
Subah ke jaisi saaf dekhi thi
Tere haathon mein maine zindagi
Dekho raat ye, raat bhar kahe
Teri kahani sunti, mil rahi
Puche sabhi, main dekhoon raahen
Ye bhi to mujh sang khole baayen
Kaise bataoon, saari wo baatein
Kari jo humne, jaag raatein
Sookha hai saawan tere bin, piya
Bheeg le ye angan, baras jaao piya
Keh main kahoon tujhe, saajana
Ke laut aao na
Dhoonde hai, dhoonde
Tujhe baawra man, laut aao na
Ladi man se
Par gayi haar main
Darpan mora bhi hai pyaar mein
Sahaj karo mori uljhanen
Haan, laut aao na









