Labon Ka Karobaar Lyrics from the Movie Befikre(2016), sung by Papon. The song is written by Jaideep Sahni.
| Labon Ka Karobaar Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singer: | Papon |
| Director: | / |
| Movie | Befikre |
| Lyricist: | Jaideep Sahni |
Labon Ka Karobaar Lyrics
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan…
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le
Ishq jee le
Ishq labon ka karobaar…
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan…
Dhoop mein ishq chaaon
Dard mein aaraam
Makhmali har raat
Sharbati har shaam
Ishq ka leke naam
Dil se nikle salaam
Na chhupa na dabaa
Hoja tu belagaam..
Ishq bina teri shaamein
Khaali khanakte jaam
Ishq karam se raatein
Jo na chamakte chaand
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le
Ishq jee le
Ishq labon ka karobar…
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Ishq labon ka karobaar…









