Laapata Lyrics from the album Shayad Woh Sune (2023), sung by King, Priyanshi Srivastava. The song is written by King. Music label King.
| Laapata Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | King, Priyanshi Srivastava |
| Music: | Bharg |
| Album: | Shayad Woh Sune |
| Lyricist: | King |
Humne kiye aise sawaal
Jinka mila na jawab unse
Toot gaya mera jahaan
Jisko dhaage se banaya bunke
Ajnabi huye wo jo kabhi the apne
Aaya na fir kabhi mudke woh
Hum rishte kya hi rakhte
Nadaani na samjhi unki
Ya kuch bhi keh lo
Humko bin kahe alvida
Woh huye laapata
Ab dhundhe kahan unke nishaan
Haan.. Woh huye laapata
Na doori kate hai darmiyan
Haan.. Woh huye..
Ab har ek raahi mein
Main tera hi aks hai
Tera ruthke chale jaana
Kyun bada bewaqt hai
Tera chehra nigaahon mein
Kuch aise rakhke chala hoon
Mukhtsar na bhi ho manzil
Main tera banke raha hoon
Tum kahin door chale gaye ho
Yeh kyun hua hai
Mujhko choor kar chuke ho
Yeh sab kya hai
Woh huye laapata
Ab dhundhe kahan unke nishaan
Haan.. Woh huye laapata
Na doori kate hai darmiyan
Haan.. Woh huye..
Ajnabi huye wo jo kabhi the apne
Aaya na fir kabhi mudke woh
Hum rishte kya hi rakhte
Nadaani na samjhi unki
Ya kuch bhi keh lo
Humko bin kahe alvida
Woh huye laapata
Woh huye laapata
Written by:
King









