Nikhita Gandhi | Disha Patani – Kyun Karu Fikar Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Kyun Karu Fikar Lyrics from the Label Play DMF(2023), sung by Nikhita Gandhi. The song is written by Vayu.

Kyun Karu Fikar LyricsSong Info:
Singers:Nikhita Gandhi
Director:/
Label:Play DMF
Lyricist:Vayu

Kyun Karu Fikar Lyrics

Let’s Go!

Udte Baadal Se
Puchho Mera Pata

Chalti Meri Hi
Saanson Se Yeh Hawa

Jo Bhi Hona Hai
Ho Jaane Do
Dekha Jayega Haan

Kyun Karu Fikar

Jo Bhi Hoga Dekha Jayega
Dekha Jayega Haan Haan

Dar Kis Baat Ka
Tere Kadam
Thehar Jaate Hain Kyun

Jo Log Bas Karte Hain Judge
Hai Naasamajh Koi Kya Kahe
Hum Baadlon Mein Udd Rahe
Kyunki (Switch!) Humein Achha Lage

Chale Dil Udhar Ho Jidhar Hawa
Sadak Se Bhatak Ke Alag Si Raah
Koyi Pakad Na Paaye

Jo Bhi Hona Hai Ho Jaane Do
Dekha Jayega Haan Aa

Kyun Karu Fikar

Dekha Jayega Ho Ho
Dekha Jayega
Dekha Jayega…

Written by:
Vayu

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment