Kya Hua Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp
Singer:Vishal Mishra
Album:BlackOut

Hmm..

Kya hua, kyun hua, kuch pata nahi 
Zindagi hai jawaan aur kuch nahi 
Kal kya na hoga jaane, 
Koi bhi yahan 
Phir bhi na jaane kyun yeh, 
Bante hai khuda 

Main hi main hoon, aasmaan tak 
Main hi main zameen hoon 
Main hi raakh hoon, main hi roshan 
Main hi aag bhi hoon 

Kaisa bhi ho, laut’ta hai, 
Waqt ki hai kahani 
Ro rahi hai meri dhadkan, 
Sun rahi hai zubaani

Dekho na aage kya hai, 
Kisko hai pata 
Phir bhi na jaane kyun ye, 
Bante hain khuda

Written by:
Vishal Mishra

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment