Khainch Le Qashh Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Khainch Le Qashh Lyrics from the album Tadka (2019), sung by Shivi, Raftaar. The song is written by Kumaar. Music label Zee Music Company. Starring Taapsee Pannu, Ali Fazal, Shriya Saran, Raftaar.

Khainch Le Qashh LyricsSong Info:
Cast:Taapsee Pannu, Ali Fazal, Shriya Saran, Raftaar
Lyricist:Kumaar
Album:Tadka
Duration:4:10

Dil besharam chahe nasha ik dum taaza
Karega malang gore dhuein wala rang aaja

Dil besharam chahe nasha ik dum taaza
Karega malang gore dhuein wala rang aaja

Yeh saansein hawa mein uda le labon se tu bas
Aao bhula de zamaane ki saari tu ye kashmakash

Khainch le qash
Khainch le qash
Khainch le qash
Khainch le qash

Drop Drop! Drop! Drop the world!

[Raftaar Rap]
Dhuwaan udey slow-mo
Water fall flow flow
Bhole ka bhagat main
Namak ko hai no no
Na main karta blow blow
Chhodo tumbhi coco
Green karo scene
Baaki saari cheeze roko

Sha! Malana Malana ko laake
Pahadon se bharo chillam sha
Falaana dhikana ko door bhagao
Jo kare bharam khas karke pass kar
Bhole ka tu raas kar
Sharab hai kharab
Beth dum ke tu jahaaz par

Jaan le isme woh baat hai
Yeh chakh liya jo ik dafa
Maangega phir dobara
Hain buri iski ghulamiyan
Par hai sukoon isme bada
Tujhko nahi hai yeh pata

Khench le kash
Khench le kash
Khench le kash
Khench le kash (x2)

Drop, Drop, Drop, Drop the world!

Written by:
Kumaar

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment