Rahul Vaidya RKV – Keh Do Na Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Keh Do Na Lyrics from the album Zee Music Company(2018), sung by Rahul Vaidya RKV. The song is written by Manoj Muntashir.

Keh Do Na LyricsSong Info:
Singers:Rahul Vaidya RKV
Director:/
Album:Zee Music Company
Lyricist:Manoj Muntashir

Keh Do Na Lyrics

Keh do na
Keh do na
Keh do na keh do na

Keh do na keh do na
Tum mere ho
Keh do na keh do na
Tum mere ho
Aise sataaya na karo

Tumko na dekhun toh ghabrata hoon
Jaane kyun paagal sa ho jaata hoon
Tum door jaaya na karo
Aise sataaya na karo

Shauq aankhon ka ae humnasheen
Sirf tum ho tumhi ho bas tumhi

Shauq aankhon ka ae humnasheen
Sirf tum ho tumhi ho bas tumhi
Doosra khwaab dekha hi nahi
Doosra khwaab dekha hi nahi

Deewana hoon hadd se badh jaaunga
Tumne nazar pheri to mar jaaunga
Yun aazmaaya na karo

Keh do na keh do na
Tum mere ho
Keh do na keh do na
Tum mere ho
Aise sataaya na karo

Tumko na dekhun toh ghabrata hoon
Jaane kyun paagal sa ho jaata hoon
Tum door jaaya na karo
Aise sataaya na karo

Hey hey…

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment