Jahan Bhi Yaad Teri Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Jahan Bhi Yaad Teri Lyrics from the album Sachin Gupta, Sameer Anjan (2017), sung by Sachin Gupta, Darshan Raval. The song is written by Sachin Gupta, Sameer Anjan.

Jahan Bhi Yaad Teri LyricsSong Info:
Singers:Sachin Gupta, Darshan Raval
Director:/
Album:Sachin Gupta, Sameer Anjan
Lyricist:Sachin Gupta, Sameer Anjan


Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga…

Jahan bhi yaad teri aayegi
Wahin pe baith ke ro dunga
Jahan bhi khushboo teri aayegi aa…
Wahin pe main saansein lunga

Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga
Jahan bhi yaad teri aayegi aa…
Wahin pe baith ke ro dunga
Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga

Apne bhi dekhe yahan pe
Sapne bhi dekhe yahan pe
Apno ka ab bata main kya karunga

Apne phir chhoote yahan pe
Sapne phir toote yahan pe
Jannaton ka ab bata main kya karunga
Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga

Jahan bhi yaad teri aayegi
Wahin pe baith ke ro dunga
Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga

(Darshan Raval)
Tune mujhe adhoora kiya
Tune mujhe tanhaa kiya
Main jalta rahaa main jalta rahaa
Tere bin main yahaan… (x2)

Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga

Jahan bhi yaad teri aayegi
Wahin pe baith ke ro lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga

Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga
Jaisa bhi hoon jee lunga

Written by:
Sachin Gupta and Sameer Anjan

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment