Jaan Ban Gaye Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Jaan Ban Gaye Lyrics from the album Khuda Haafiz(2020), sung by Mithoon, Vishal Mishra, Asees Kaur. The song is written by Mithoon.

Jaan Ban Gaye LyricsSong Info:
Singers:Mithoon, Vishal Mishra, Asees Kaur
Director:/
Album:Khuda Haafiz
Lyricist:Mithoon

Ehsaas ki jo jubaan ban gaye
Ehsaas ki jo jubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Qismat se humein aap humdam mil gaye
Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh hasil ho gaya
Chahun aur kya ke khuda de ab mujhe

Rab se mila ek ayaan ban gaye
Khwabo ka mere muqaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Arz rubaani meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Mai to sajda karun unko
Arz rubaani meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko

Written by:
Mithoon

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment