Ishq Da Maara Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Ishq Da Maara Lyrics from the album Kuch Kuch Locha Hai (2015), sung by Jubin Nautiyal. The song is written by Amjad-Nadeem. Music label Zee Music Company.

Ishq Da Maara LyricsSong Info:
Singer:Jubin Nautiyal
Lyricist:Amjad-Nadeem
Album:Kuch Kuch Locha Hai
Duration:1:03

Laakh bachaaye naina humne
Rok na paaye naina apne
Woh.. laakh bachaaye naina humne
Rok na paaye naina apne

Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon (x2)

Wo…
Tera chehra dekhun Khuda mein
Tera chehra dekhun Khuda mein
Tu hai dil mein, tu hai duaa mein
Tujhme kahin kho jaaun
Main bas tera ho jaaun

Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon

Zidd na chhode dil jazbaati
Zidd na chhode dil jazbaati
Soche tujhko ab din raati
Tere hi sadke jaaye
Bin tere naa reh paaye

Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon (x2)

Written by:
Amjad-Nadeem

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment