Inn Aankhon Ki Masti Ke Lyrics from the album Umrao Jaan (2023), sung by Asha Bhosle. The song is written by Shahryar and music directed by Muzaffar Ali. Music label Saregama. Starring Rekha, Farooq Sheikh, Naseruddin Shah, Raj Babbar, Shaukat Kaifi, Bharat Bhushan, Satish Shah, Prema Narayan, Dina Pathak.
| Inn Aankhon Ki Masti Ke Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Asha Bhosle |
| Director: | Muzaffar Ali |
| Album: | Umrao Jaan |
| Lyricist: | Shahryar |
Inn aankhon ki masti ke
Aahaa…
Inn ankhon ki masti ke
Mastane Hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
Inn aankho se vaabasta
Inn aankho se vaabasta
Afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
Inn aankhon ki masti ke
Ek tum hi nahi tanha
Aahaa…
Ek tum hi nahi tanha
Ulfat mein meri ruswaa
Ulfat mein meri ruswaa
Iss shahar mein tum jaise
Iss shahar mein tum jaise
Deewane hazaaron hain
Deewane hazaaron hain
Inn aankho ki masti ke
Mastane hazaaron hain
Inn aankhon ki masti ke
aahaa…
Ek sirf humi mai ko
Ek sirf humi
Ek sirf humi mai ko
Aankhon se pilate hain
Aankhon se pilate hain
Kahne ko to duniyan mein
Kahne ko to duniyan mein
Mai khane hazaaron hain
Mai khane hazaaron hain
Inn aankhon ki masti ke
Mastaane hazaaron hain
Inn aankhon ki masti ke
Is shamme-e-faroza ko
Aahaa…
Is shamme-e-faroza ko
Aandhi se darate ho
Aandhi se darate ho
Is shamme-e-faroza ke
Is shamme-e-faroza ke
Parwane hazaaron hain
Parwane hazaaron hain
Inn aankhon se vaabasta
Afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
Inn aankhon ki masti ke
Mastaane hazaaron hai
Mastaane hazaaron hai
inn aankho se vaabasta
Written by:
Shahryar









