Husn Hai Suhana Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Husn Hai Suhana Lyrics from the album Coolie No. 1(1995), sung by Chandana Dixit, Abhijeet Bhattacharya. The song is written by Sameer Anjaan, Anand Milind.

Husn Hai Suhana LyricsSong Info:
Singers:Chandana Dixit, Abhijeet Bhattacharya
Director:/
Album:Coolie No. 1
Lyricist:Sameer Anjaan, Anand Milind

Boys!

Tu-Ru-Ru Tu-Tu-Tu
Tu-Ru-Ru Tu-Tu-Tu

Girls!

Tu-Ru-Ru Tu-Tu-Tu
Tu-Ru-Ru Tu-Tu-Tu

Husn Hai
Ishq Hai

Husn Hai Suhana Ishq Hai Deewana
Roop Ka Khajana Aaj Hai Lutana
Aake Deewane Mujhe Seene Se Laga

Na Na Na

Goriya Chura Na Mera Jiya
Goriya Chura Na Mera Jiya
Goriya Chura Na Mera Jiya
Goriya Chura Na Mera Jiya

Karke Ishaara Bulaye Jawani
Aise Lubha Na Mujhe Deewani
Aise Lubha Na Mujhe Deewani

Karke Ishaara Bulaye Jawani
Aise Lubha Na Mujhe Deewani
Aise Lubha Na Mujhe Deewani

Aaja Aaja Na
Aaja Aaja Na Dilbar Jaani

Jaane Jaana Oh Jaana
Tu Hai Khwabon Ki Rani

Apna Banaungi Nigahein Toh Mila
Na Na Na

Goriya Ne Pagal Mujhe Kiya
Goriya Ne Pagal Mujhe Kiya
Goriya Chura Na Mera Jiya
Goriya Chura Na Mera Jiya

Mauka Milan Ka Kahan Roz Aaye
Aise Mujhe Kyon Kareeb Laye
Aise Mujhe Kyon Kareeb Laye

Dheere Dheere Se
Haule Haule Se Kyon Tadpaye

Aisi Raaton Mein
Aisi Baaton Mein Kyon Behkaye

Kya Hai Irada Mere Yaar Bata
Na Na Na

Goriya Hai Aashiq Tera Piya
Goriya Hai Aashiq Tera Piya
Goriya Chura Na Mera Jiya
Goriya Chura Na Mera Jiya

Written by: Sameer Anjaan, Anand Milind

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment