| Singer: | Ash King, Shubham Kabra, Shruti Dhasmana |
| Album: | Citadel Honey Bunny |
Tujh pe hi jaana yeh meri jaan qurban hai
Kar diya maine yeh tera kaam aasan hai
Tujh pe hi jaana yeh meri jaan qurban hai
Haan kar diya hai maine tera kaam aasan hai
Kar bhi lena kar bhi lena
Jo tu karne aayi
Kyun tu mere kyun tu mere
Dil ko tadpa rahi
Oh honey honey honey honey
Mujhe jaan le ya meri jaan le
Honey honey oh meri honey bunny
Mujhe jaan le ya meri jaan le
17-18 baari naino se nain mile hain
Katara katara dono hi
Iss lamhe mein jale hain
Oh 17-18 baari naino se nain mile hain
Katara katara dono hi
Iss lamhe mein jale hain
Na samajhna na samajhna
Khatra mujhko koi
Main toh tere main toh tere
Dil ko churane aayi
Oh honey honey honey honey
Mujhe jaan le ya meri jaan le
Honey honey oh meri honey bani
Mujhe jaan le ya meri jaan le
Ya mujhe jaan le ya mujhe jaan le
Ya meri jaan le ya meri jaan le
Ya mujhe jaan le ya mujhe jaan le
Ya meri jaan le ya meri jaan le
Written by:
Priya Saraiya









