Hone Laga Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp
Singer:Jubin Nautiyal
Album:ANTIM The Final Truth

Tere siwa paana hai kya
Mujhe aur khona hai kya

Tu na ho toh ab jeena mera
Kaise hoga yahan
Aisa ho toh ab jaane jaana
Main to jaaun kahan

Main tera hone laga har kadam
Tere ishq ka hua karam

Haan hone laga, woh hone laga
Pyaar hone laga, haan pyaar hone laga

Sindoori lagta aasmaan
Taare bikhre haseen
Baahon se lag ja tu abhi
Kho jayein hum kahin

Main honth hoon tu hai geet
Main saaz hoon tu sangeet
Main tera hone laga har kadam
Tere ishq ka hua karam

Haan hone laga woh hone laga
Pyar hone laga, haan pyar hone laga

Written by:
Shabbir Ahmed

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment