Galti Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp
Singer:Vishal Mishra
Lyricist:Kaushal Kishore

Marte the tum pe tumne sach mein maar diya
Dil ko liya aur dil mein zehar utaar diya
Yeh haal karoge tum, yeh haal karoge tum
Yeh socha na tha yaara

Galti kar di maine na hoga ishq dubara
Galti kar di maine na hoga ishq daubara
Yeh haal karoge tum yeh socha na tha yaara
Galti kar di maine na hoga ishq daubara

Kuch na socha kuch na jaana
Main deewana tha
Mujhko toh har haalat mein bas
Tumko paana tha
Kuch na socha kuch na jaana
Main deewana tha
Mujhko toh bas haalat mein bas
Tumko paana tha

Chehra dil ka aaina hai
Baat yeh jhoothi hai
Lagta tha masoom bada par
Bada sayaana tha

Sachmuch tune dil pe aise vaar kiya
Dil ko liya aur dil mein zehar utaar diya

Yeh chaal chaloge tum yeh chaal chaloge tum
Yeh socha na tha yaara

Galti kar di maine na hoga ishq daubara
Galti kar di maine na hoga ishq daubara
Yeh haal karoge tum yeh socha na tha yaara
Galti kar di maine na hoga ishq daubara

Galti kar di maine na hoga ishq daubara

Toda toda toda toda toda mujhe
Kahin ka bhi nahi mujhe chhoda tune
Kya thi khata dilo se kyu joda tune
Toda toda toda toda toda mujhe x(2)

Written by:
Kaushal Kishore

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment