Chalna Hai Lyrics from the album Chalna Hai(2019), sung by Shahid Mallya. The song is written by Vishnu Mishra.
| Chalna Hai Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Shahid Mallya |
| Director: | / |
| Album: | Chalna Hai |
| Lyricist: | Vishnu Mishra |
Chalna hai teri raahon mein
Teri baanh thaam ke
Tu hi makaam tu jahaan
Apna tujhe maan ke
Tu hai toh mera wajood hai
Tujhse meri zindagi (x2)
Tu agar jo hai nahi toh
Kuch bhi haseen nahi
Chalna hai teri raahon mein
Teri baanh thaam ke
Tu hi makaam tu jahaan
Apna tujhe maan ke
Sun lo dil ka haal zara sa
Itni dafa intezar kiya
Maanga tujhko har duaa mein
Tab jaake ye lamha jiya
Thaam ke iss pal ko main sadaa
Thaam ke iss pal ko main sadaa
Hona nahi hai tujhse juda
Chalna hai teri raahon mein
Teri baanh thaam ke
Tu hi makaam tu jahaan
Apna tujhe maan ke
Tujhse judaa tha phir bhi main
Tujhse na door huaa ik pal
Tere qareeb jo aaunga main
Qismat mein shayad nahi ye pal
Unn aasmaano mein
Chaand aur taaron mein
Ishq ki raahon mein (x2)
Written by:
Vishnu Mishra









