Chaiyaan Mein Saiyaan KiLyrics from the album Khuda Haafiz 2(2022), sung by Mithoon, Asees Kaur, Jubin Nautiyal, Keshav Anand. The song is written by Mithoon.
| Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Mithoon, Asees Kaur, Jubin Nautiyal, Keshav Anand |
| Director: | / |
| Album: | Khuda Haafiz 2 |
| Lyricist: | Mithoon |
Pee mohe dhun tune aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi
Ankhiyan ve ankhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana
Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko
Ankhiyan ve ankhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Sajni yoon hi tu rehna ji
Sajni yoon hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Deen ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Saiyaan ji
Written by:
Mithoon









