| Singer: | Lata Mangeshkar, Manna Dey |
| Album: | Madhumati |
O bichhua haay re
Peepal chhaiyaa baithee pal-bhar
Ho bhar ke gagariya haay re
Haay re haay re haay re
Hoye hoye hoye
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Haay haay re mar gayi
Koi utaaro bichhua
Haay haay re mar gayi
Koi utaaro bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Kaiso-ro paapi bichhua, bichhua
Kaiso-ro paapi bichhua, bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Oho ho mantar pheroon, komal kaaya
Chhod ke jaare chhoo
Jaa re, jaa re, jaa re
Hoye hoye hoye
Aur bhi chadh gayo
Na gayo paapi bichhua
Aur bhi chadh gayo
Na gayo paapi bichhua
Kaisi ye aag laga gayo, paapi bichhua
Kaisi ye aag laga gayo, paapi bichhua
Ho saare badan pe chha gayo, paapi bichhua
Ho saare badan pe chha gayo, paapi bichhua
Kaiso re paapi bichhua, bichhua
Kaiso re paapi bichhua, bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Haay re mantar jhootha, vaidya bhi jhootha
Oho o piya ghar aa re aa re
Aa re, aa re, aa re
Oye oye oye
Dekho re, dekho re, dekho utar gayo bichhua
Dekho re, dekho re, dekho utar gayo bichhua
Toot ke rah gayo dank, utar gayo bichhua
Toot ke rah gayo dank, utar gayo bichhua
Saiyaan ko dekh ke jaane
Kidhar gayo bichchua
Saiyaan ko dekh ke jaane
Kidhar gayo bichchua
Kaiso-ro paapi bichhua, bichhua
Kaiso-ro paapi bichhua, bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Daiyya re, daiyya re
Chadh gayo paapi bichhua
Haay haay re mar gayi
Koi utaaro bichhua
Written by:
Shailendra









