Bura Na Mano Yaar Dosti Yaari Mein Lyrics from the album Aadmi Sadak Ka (2010), sung by Mohammed Rafi, Anuradha Paudwal, Deven Varma. The song is written by Varma Malik and music directed by Devendra Goel. Music label Saregama. Starring Shatrughan Sinha, Zahira, Vikram, Deven Varma, Sujit Kumar, Sumati Gupte.
| Bura Na Mano Yaar Dosti Yaari Mein Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Mohammed Rafi, Anuradha Paudwal, Deven Varma |
| Director: | Devendra Goel |
| Album: | Aadmi Sadak Ka |
| Lyricist: | Varma Malik |
Bura na mano yaar dosti yaari mein
Bura na mano yaar dosti yaari mein
Masti me kuch kahta hai kahta hai
Chahe gali deta hai deta hai
Gali me hai pyar dosti yaari mein
Har gali me hai pyar dosti yaari mein
Bura na mano yaar dosti yaari mein
Bura na mano yaar dosti yaari mein
Har baat ko jancho parkho
Har baat ko napo tolo
Bhai har baat ko napo tolo bhai
Jis baat ko tum na samjho
Wo baat kabhi na bolo bhai
Wo baat kabhi na bolo
Bhai wo baat kabhi na bolo
Us baat ki kimat jano
Jo baat zuba pe aaye
Jo baat banane aaye hai
Wo baat bigad na jaye
Ho jaye na takrar dosti yaari mein
Ho jaye na takrar dosti yaari mein
Ho jaye na takrar dosti yaari mein
Har gali me hai pyar dosti yaari mein
Bura na mano yaar dosti yaari mein
Dete rahe humko dhokha
Tum pyar ka hath badha ke
Pyar ka hath bhada ke
Bhai pyar ka hath badha ke
Tum dono bade chor nikle
Hamare dil ka chain churake
Dil ka chain churake
Bhai dil ka chain churake
Tum kya jano hai kya
Kya dil me arman hamare
Hum badle sabhi chukaye
Jitne ehsan tumhare
Ye karte hai ikrar dosti yaari mein
Ye karte hai ikrar dosti yaari mein
Ye karte hai ikrar dosti yaari mein
Har gali me hai pyar dosti yaari mein
Bura na mano yaar dosti yaari mein
Lo hum bhi hai taiyar dosti yaari mein
Advance das hazaar dosti yaari mein
Lo badla hai sansar dosti yaari mein
Beda hua hai paar dosti yaari mein
Beda hua hai paar dosti yaari mein.
Written by:
Varma Malik









