Bol Meri Taqdeer Main Kya Hai Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp
Singer:Mukesh, Lata Mangeshkar
Album:Hariyali Aur Rasta (1962)

Bol meri takdir me kya hai
Mere hamsafar ab to bata
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta
Kaha hai mere pyar ki manjil
Tu btla tujhko hai pata
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta
Bol meri takdir me kya hai
Mere hamsafar ab to bata
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta

Jahan ham aake pahunche
Wahan se lautkar jana
Nahi mumkin magar muskil hai
Dunia se bhi takrana
Jahan ham aake pahunche
Wahan se lautkar jana
Nahi mumkin magar muskil hai
Dunia se bhi takrana
Tere liye ham kuchh bhi sahenge
Tera dard ab dard mera
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta
Bol meri takdir me kya hai
Mere hamsafar ab to bata
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta

Tumhare khwab se dilkash
Najara or kya hoga
Ke tum mere sahare ho
Sahara or kya hoga
Tumhare khwab se dilkash
Najara or kya hoga
Ke tum mere sahare ho
Sahara or kya hoga
Khush hu tu jis hal me rakhe
Teri thi teri hu sada
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta
Kaha hai mere pyar ki manjil
Tu btla tujhko hai pata
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta

Meri raton ke pahle khwab ka
Tara nahi tuta
Ye kya kam hai kabhi mujhse
Mera bachpan nahi rutha
Meri raton ke pahle khwab ka
Tara nahi tuta
Ye kya kam hai kabhi mujhse
Mera bachpan nahi rutha
Aag or pani ek hai mujhko
Dil me jab tak hai pyar tera
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta
Bol meri takdir me kya hai
Mere hamsafar ab to bata
Jiwan ke do pahlu hai
Haryali or rasta

Written by:
Shailendra

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment