Bhola Bhala Baby Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Bhola Bhala Baby Lyrics from the album Murder Mubarak(2024), sung by Sachin-Jigar, Shilpa Rao. The song is written by Priya Saraiya.

Bhola Bhala Baby LyricsSong Info:
Singers:Sachin-Jigar, Shilpa Rao
Director:/
Album:Murder Mubarak
Lyricist:Priya Saraiya

Bewafa hum tere shehar
Muskura ke ashq peeliye
Vaade todke chhod ke 
Tu chala gaya

Baby, bhola bhala baby
Dil tod ke chhod ke tu chala gaya
Baby, bhola bhala baby
Dil tod ke nichod ke tu chala gaya

Bewafa hum tere shehar
Muskura ke ashk peeliye
Vaade tod ke chhod ke 
Tu chala gaya

Baby mubarak ho baby
Kar fareb dil khured ke tu chala gaya

Oh thi gazal jaise gulzar ki
Tha har zuban pe mera charcha
Bhooli si bisri reh gayi hoon
Tera hai karam
Bhula diya mujhe pal mein
Tu toh bada besharam

Zaalima zulm kar gaya
Dil se tu ab utar gaya
Saans noch ke rooh se
Tu chala gaya

Baby, bhola bhala baby
Dil tod ke chhod ke tu chala gaya
Baby, bhola bhala baby
Dil tod ke nichod ke tu chala gaya

Written by:
Priya Saraiya

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment