Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics from the album Bewafa Se Pyaar Kiya(2023), sung by Jubin Nautiyal. The song is written by Manoj Muntashir.

Bewafa Se Pyaar Kiya LyricsSong Info:
Singers:Jubin Nautiyal
Director:/
Album:Bewafa Se Pyaar Kiya
Lyricist:Manoj Muntashir

Woh honth jo maine choome the
Sau jhooth unhi se bolegi

Woh honth jo maine choome the
Sau jhooth unhi se bolegi
Tujhe dekh ke to lagta nahi tha
Tu aur kisi ki ho legi

Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya

Maine bewafa se pyaar kiya
Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya

Aisa koyi saal beeta na koyi maheena
Dil pe jab judai wali aariyan chali na
Aisa koyi saal beeta na koyi maheena
Dil pe jab judai wali aariyan chali na

Aaya nahi kabhi mujhe
Tere bin ek pal jeene

Ik baar nahi karna tha jo
Haan ik baar nahi karna tha jo
Woh jurm-e-wafa sau baar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha

Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya

Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya

Haye kitne pyare the woh ishq ke irade
Baant lenge ashq saare hum dono aadhe aadhe
Haye kitne pyare the woh ishq ke irade
Baant lenge ashq saare hum dono aadhe aadhe

Tu hi bata kahan gaye
Tere sab kasmein vaade

Jo toot chuki thi tukdon mein
Jo toot chuki thi tukdon mein
Us naav pe dariya paar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya

Written by:
Manoj Muntashir

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment