Afsana Khan x Saajz – Behri Duniya Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Behri Duniya Lyrics from the Label Melo Music(2022), sung by  Afsana Khan. The song is written by Preet Sukh.

Behri Duniya LyricsSong Info:
Singers: Afsana Khan
Director:/
Label:Melo Music
Lyricist:Preet Sukh

Behri Duniya Lyrics

Haan Haan Haan..

Tujhe Nazdeek Se Dekha Toh
Laga Maula Sath Mein Baitha Hai
Haan Main Khud Ko Bhool Gaya
Tera Ehsaas Hi Aisa Hai

Shayad Main Kar Na Paaun
Chalo Koshish Karta Hoon
Tumhari Taareef Mein
Thodi Shayari Ho Jaaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaaye
Jab Hum Dono Baat Karein
Toh Duniya Behri Ho Jaaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaaye
Jab Hum Dono Baat Karein
Toh Duniya Behri Ho Jaaye
Toh Duniya Behri Ho Jaaye

Haan Haan Haan..

Hum Sath Mein Baithe Toh
Yeh Baat Khatam Na Ho
Tum Ho Meri Baahon Mein
Yeh Raat Khatam Na Ho

Haan Chot Lage Tujhe
Dard Ho Mujhe
Ishq Mein Hum Dono
Itna Kho Jaaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaaye
Jab Hum Dono Baat Karein
Toh Duniya Behri Ho Jaaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaaye
Jab Hum Dono Baat Karein
Toh Duniya Behri Ho Jaaye

Teri Inn Zulfon Mein
Kaid Main Hona Chahun
Gale Lagg Ke Main Tere
Raat Main Sona Chahun
Raat Main Sona Chahun

Tu Mere Sapnon Mein Aana
Haan Raat Ko Chupke Se
Humein Nazar Lagane Wali
Jab Yeh Duniya So Jaaye

Humein Nazar Lagane Wali
Jab Yeh Duniya So Jaaye

Tu Mile Na Mile
Allah Pe Chhoda Hai
Tere Se Pehle Dil Mera
Kitno Ne Toda Hai
Kitno Ne Toda Hai

Preet Sukh Yeh Toone
Kaisa Jaadu Kar Diya
Dil Tumhein Chahne Ke Alawa
Kuchh Aur Na Kar Paye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaaye
Jab Hum Dono Baat Kare
Duniya Behri Ho Jaaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaaye
Jab Hum Dono Baat Kare
Duniya Behri Ho Jaaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaaye
Jab Dono Baat Karein
Toh Duniya Behri Ho Jaaye
Haaye Behri Ho Jaaye

Written by:
Preet Sukh

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment