Bandeya Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Bandeya Lyrics from the album Rashmi Virag(2022), sung by Meet Bros, Sadhguru, Sachet Tandon, Parampara Tandon. The song is written by Rashmi Virag.

Bandeya LyricsSong Info:
Singers:Meet Bros, Sadhguru, Sachet Tandon, Parampara Tandon
Director:/
Album:Rashmi Virag
Lyricist:Rashmi Virag

Dhadkano mein aur labon pe
Ek hi aawaz hai
Aaj mil gayi hai apne
Pankh ko parwaaz hai

Dhadkano mein aur labon pe
Ek hi aawaz hai
Aaj mil gayi hai apne
Pankh ko parwaaz hai

In rago mein rang hai jiska
Aaj ho jaana hai uska re
Kuch nahi maange ye kisi se
Hai magar hum saare isi se re

Sunn le na, bandeya, bandeya
Maati anmol hai bandeya
Bandeya, bandeya
Maati anmol hai bandeya
Bandeya, bandeya
Maati anmol hai bandeya

Tera mera kya hai bandeya
Sab kuch ye kudrat hai
Jo paa le tu usko bhoole
Kaisi ye fitrat hai

Paaon ke niche ye jo naa ho
Paanv fisal jaayega
Baat abhi se thaan le bandeya
Kal na phir aayega
Kal na phir aayega

Saundhi si ho khushboo
Boond gire jab maati pe
Tann jhoome, mann jhoome
Taar jude sab maati se

Soch zara kya hoga
Sukh sukh jo ye ruth gayi
Kar kuch na paayega
Tu aur teri saansein bhi tootengi

In rago mein rang hai jiska
Aaj ho jaana hai uska re
Kuch nahi maange ye kisi se
Hai magar hum saare isi se re

Sunn le na, bandeya, bandeya
Maati anmol hai bandeya
Bandeya, bandeya
Maati anmol hai bandeya
Bandeya, bandeya
Maati anmol hai bandeya

Written by:
Rashmi Virag

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment