Banda Lyrics from the album Sam Bahadur(2023), sung by Shankar Mahadevan. The song is written by Gulzar.
| Banda Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Shankar Mahadevan |
| Director: | / |
| Album: | Sam Bahadur |
| Lyricist: | Gulzar |
Na rukta hai na mudta hai
Bas chalta rehta hai
Na sunta hai na kehta hai
Bas karta rehta hai
Poochega itihaas kabhi
Kya banda hai yeh
Rab ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Rab ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Meetha mila koi kadwa mila lamha
Lamha woh sab jee gaya
Bekhauf bedaag fauji
Jaise vardi pe watan see gaya
Ho dhoondega waqt isey
Gazab ka banda hai
Rab ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Rab ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Written by:
Gulzar









