Altamash Faridi – Rooh-E-Daari Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Rooh-E-Daari Lyrics from the Label Rangrezaa Films(2022), sung by Altamash Faridi. The song is written by Abhishek Talented.

Rooh-E-Daari LyricsSong Info:
Singer:Altamash Faridi
Director:/
Label:Rangrezaa Films
Lyricist:Abhishek Talented

Rooh-E-Daari Lyrics

Har Roz Dil Ka Raasta
Tumhare Ghar Se Guzarta Tha
Dooriyan Badhti Gayi
Par Dil Phir Bhi Dhadkata Tha

Aakhir Ek Anjaan Mod Par
Hum Bichhad Kar Reh Gaye
Zamane Se Zyada Mohabaat Kari Thi
Isliye Shayad Yeh Zakhm Seh Gaye

Dil Diya Tha Keh Ke Tujhko
Dil Yeh Mera Tera Ho Gaya
Ghar Tha Baitha Shaam Ko Tere
Raat Se Haan Savera Ho Gaya

Saalon Ka Rishta Anjaana Ho Gaya
Tumse Mile The Haan Zamaana Ho Gaya
Milne Ko Tadpe Begaana Ho Gaya
Dil Mera Dhadke Zamaana Ho Gaya

Rooh-E-Daari Rishtedari
Dil Ne Pukaara
Dil Toh Tha Awaara
Dekho Bann Gaya Bechara

Rooh-E-Daari Rishtedari
Dil Ne Pukaara
Dil Toh Tha Awaara
Dekho Bann Gaya Bechara

Banke Hawa Main Bezubaan Main
Dil Lagane Aaunga
Raaton Ko Tera Chaand Bann Kar
Tumko Dekhne Aaunga Haan Haan..

Banke Hawa Main Bezubaan Main
Dil Lagane Aaunga
Raaton Ko Tera Chaand Bann Kar
Tumko Dekhne Aaunga

Aisa Yeh Naata Dil Laga Kar
Chhod Nahi Hum Paayenge
Rabb Se Manga Hai Ke Tumko
Marke Bhi Hum Chahenge

Khokar Main Tujhko Awaara Ho Gaya
Dil Jo Tha Mera Tumhara Ho Gaya
Tumhara Ho Gaya Haan Haan

Saalon Ka Rishta Anjaana Ho Gaya
Tumse Mile The Haan Zamaana Ho Gaya
Milne Ko Tadpe Begaana Ho Gaya
Dil Mera Dhadke Zamaana Ho Gaya

Rooh-E-Daari Rishtedari
Dil Ne Pukaara
Dil Toh Tha Awaara
Dekho Bann Gaya Bechara

Rooh-E-Daari Rishtedari
Dil Ne Pukaara
Dil Toh Tha Awaara
Dekho Bann Gaya Bechara

Written by:
Abhishek Talented

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment