Aditya Narayan – Lillah Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Lillah Lyrics from the Label Eeshan Tripathi, Milton Daniel(2019), sung by Aditya Narayan. The song is written by Manoj Yadav.

Lillah LyricsSong Info:
Singer:Aditya Narayan
Director:/
Label:Eeshan Tripathi, Milton Daniel
Lyricist:Manoj Yadav

Lillah Lyrics

Ye Bholi Dhoop Odhe Tum
Nigahon Mein Jo Chalti Ho
Badi Musqil Ho Jaati Hai

Dhadakte Dil Mein Aake Tum
Saans Ban Ke Jo Khilti Ho
Badi Hi Musqil Ho Jaati Hai

Anjaane Mein Ya Ki
Jaan Boojhkar Karti Ho

Sundar Se Bhi Kuch Zyada Haseen
Lagti Ho

Lekar Ke Tum Dariya Ishq Ka
Behti Ho

Ho Bas Mein Bhala Apne Kyun Nahi
Rehti Ho

Ye Bholi Dhoop Odhe Tum
Nigahon Mein Jo Chalti Ho
Badi Musqil Ho Jaati Hai

Dhadakte Dil Mein Aake Tum
Saans Ban Ke Jo Khilti Ho
Badi Hi Musqil Ho Jaati Hai

Nazar Hat-Ti Nahin Tumse
Dekha Aisa Na Kiya Karo
Badha Kar Musqilein Meri
Dekho Aise Na Jiya Karo

Lillah, Haa…
Yoon Itni Khoobsurat Na Dikha Karo
Lillah, Haa…
Yun Itni Khoobsurat
Khoobsurat Na Dikha Karo

Lillaah, Lillaah..

Sarphire Khwaab Laake Tum
Neendon Mein Kyun Rakhti Ho
Badi Mushqil Ho Jaati Hai

Dheeme Se Naam Jo Mera
Duyaon Mein Padhti Ho
Badi Mushkil Ho Jaati Hai

Dil-Ae-Haalaat Par Meri
Tanj Aise Na Kasa Karo
Badha Kar Mushkilein Meri
Dekho Aise Na Hasa Karo Ho O

Lillaah, Lillaah
Yun Itni Khoobsurat Na Dikha Karo
Lillah, Lillaah
Yun Itni Khoobsurat
Khoobsurat Na Dikha Karo

Written by:
Manoj Yadav

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment