Aankhon Ki Gustaakhiyan Lyrics from the album Aankhon Ki Gustaakhiyan (2025), sung by Jubin Nautiyal. The song is written by Kaushal Kishore, Vishal Mishra and music directed by Santosh Singh. Music label Zee Music Company. Starring Vikrant Massey, Shanaya Kapoor.
| Aankhon Ki Gustaakhiyan Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Jubin Nautiyal |
| Director: | Santosh Singh |
| Album: | Aankhon Ki Gustaakhiyan |
| Lyricist: | Kaushal Kishore, Vishal Mishra |
Tu mere pass hai tu bahut door tha
Laut ke aa gaya jaise jahan
Sochte they ham to samo sahar
Khwaab pura huaa layi ham ko yahan
Aankhon ki gustaakhiyan
Aankhon ki gustaakhiyan
Layi hai ham ko yahan
Aankhon ki gustaakhiyan gustaakhiyan ho
Huye the diwane pyar mein
Kitne tanha they yaar ham
Tere bina ham tere bina
Jite to they ham lekin
Saansein kahan chalti thi
Tere bina ham tere bina
Kismaton se mila jannato ka rasta
Kab likhegi daasta betabiyaan
Aankhon ki gustaakhiyan gustaakhiyan ho
Gustaakhiyan gustaakhiyan
Written by:
Kaushal Kishore and Vishal Mishra









