Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai Lyrics from the album Guide(1965), sung by Lata Mangeshkar. The song is written by Shailendra.
| Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Lata Mangeshkar |
| Director: | / |
| Album: | Guide |
| Lyricist: | Shailendra |
O-O, kaanton se khinch ke ye aanchal
Tod ke bandhan, baandhi payal
O-O, koi na roko dil ki
Udaan ko dil vo chala aha ha ha ha
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Apne hi bas mein nahin main
Dil hai kahin, to hoon kahin main, ho-ho
Apne hi bas mein nahin main
Dil hai kahin, to hoon kahin main, ho-ho
Jaane kya paake meri zindagi ne
Hans kar kaha aha ha ha ha
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Main hoon gubaar ya toofan hoon
Koi bataaye main kahaan hoon, ho-ho
Main hoon gubaar ya toofan hoon
Koi bataaye main kahaan hoon, ho-ho
Dar hai safar mein kahin
Kho na jaaoon main rasta naya
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhen malte-malte, ho-ho
Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhen malte-malte, ho-ho
Phool hi phool zindagi bahaar hai
Tay kar liya aha ha ha
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Written by:
Shailendra









