Raaton Lyrics from the album Raaton(2023), sung by Aditya Rikhari. The song is written by Aditya Rikhari.
| Raaton Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Aditya Rikhari |
| Director: | / |
| Album: | Raaton |
| Lyricist: | Aditya Rikhari |
Raaton ki tanhaiyan
Aankhon mein aane na doon
Kaise dekh kar tumhein
Dil ko dil lagane na doon
Raaton ki tanhaiyan
Aankhon mein aane na doon
Kaise dekh kar tumhein
Dil ko dil lagane na doon
Jaane ka man banaye huye
Jaane ka man banaye huye
Ho kaise tumhein main jaane na doon
Raaton ki tanhaiyan
Soch kar tumhein sochte rahe
Yaadon ko phir nochte rahe
Kharonchte rahe sabhi
Zakhmon ko phir raat bhar
Raat bhar se phir sochte rahe
Aisa so jaaun kabhi
Kisi ko phir jagaane na doon
Aisa so jaaun kabhi
Kisi ko phir jagaane na doon
Khwabon mein hi to ho mile
Khwabon mein hi to ho mile
Main kaise neend aane na doon
Raaton ki tanhaiyan
Written by:
Aditya Rikhari









