Ishqa Ishqa Lyrics

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Ishqa Ishqa Lyrics from the album Tumko Meri Kasam, sung by Abdul Shaikh, Neeti Mohan. The song is written by Shweta Bothra and music by Prateek Walia. Music label Zee Music Company. Starring Adah Sharma, Ishwak Singh.

Ishqa Ishqa LyricsSong Info:
Singers:Abdul Shaikh, Neeti Mohan
Director:Vikram Bhatt
Album:Tumko Meri Kasam
Lyricist:Shweta Bothra

Tha Main Kagaz Ka Phool
Mehkaya Hai Apna Bana Ke
Musafir Khoya Sa Main
Manzilein Mil Gayi Tujhko Paake

Thi Adhoori Si Main Bhi
Tere Bina
Thaam Ke Hathon Ko
Toone Poora Kiya

Jitni Dafa Tujhe Dekha Toh Dil
Mujhse Ishqaa Ishqaa Kehne Laga
Jitni Dafa Tujhe Dekha Toh Dil
Mujhse Ishqa Ishqa Kehne Laga

Tinka Tinka Jodke Humko
Khud Hi Banana Hai Apna Jahan
Girte Sambhalte Sath Mein Chalte
Tay Karna Hai Yeh Raasta

Meri Aankhon Se Dekhe Tu
Sapne Tere
Khwahishon Ko Teri Doon
Main Apna Jahan

Jitni Dafa Tujhe Dekha Toh Dil
Mujhse Ishqaa Ishqaa Kehne Laga
Jitni Dafa Tujhe Dekha Toh Dil
Mujhse Ishqa Ishqa Kehne Laga

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp

Leave a Comment