Aawaz Do Lyrics, sung by Ankit Tiwari. The song is written by Rashmi Virag and music composition by Jeet Gannguli. Music label Apni Dhun.
| Aawaz Do Lyrics | Song Info: |
|---|---|
| Singers: | Ankit Tiwari |
| Musician: | Jeet Gannguli |
| Label: | Apni Dhun |
| Lyricist: | Rashmi Virag |
Tumse Milke Dil Kho Gaya Hai
Dobara Yaara Yaara
Pehle Toh Yeh Tha Koi
Toota Sitaara
Tumse Milke Dil Kho Gaya Hai
Dobara Yaara Yaara
Pehle Toh Yeh Tha Koi
Toota Sitaara
Phir Se Hui Hai
Mohabbat Deewane Ko
Phir Se Ada Hai Yeh
Duniya Lutane Ko Haan
Aawaz Do Awaaz Do
Tu Hai Jahan Main Wahan
Aawaz Do Aawaz Do
Tu Hai Jahan Main Wahan
Sawalon Jawaabon
Mein Na Waqt Zaya Karo
Khayalon Mein Yaara
Bina Pooche Aaya Karo
Kuchh Bhi Nahi
Mere Dil Mein Chhupane Ko
Thode Se Nagme Hai
Tumko Sunane Ko Haan
Aawaz Do Awaaz Do
Tu Hai Jahan Main Wahan
Aawaz Do Aawaz Do
Tu Hai Jahan Main Wahan









